Roman script

kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye
kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye
kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye
kab koi sapna bikhare yaha par kab koi sach ho jaye
kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye
yu hi mere bit gaye din yaha din
yu hi mere bit gaye din yaha din
magar ye asha kahe pal chhin 
ek din tere din badalenge gum ke dhalenge saye
kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye
chahu mujhe koi mile mit man mit
chahu mujhe koi mile mit man mit
mere sath jo gaye mere git 
jis ke sahare sanso ka safer mere kat jaye
kise khabar kaha dagar jiwan ki le jaye
kab koi sapna bikhare yaha par
kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar 
jiwan ki le jaye kab koi sapna bikhare yaha par
kab koi sach ho jaye kise khabar kaha dagar

Song details

Song video

Watch on YouTube