Roman script

aa bhi ja

aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabraye hai 

aa bhi ja

aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabraye hai 

aa bhi ja

bemohabbat besahare dil ko tadpa jaye hai 

aa bhi ja 

aa bhi jaao aane waale ji bahut ghabraye hai 

aa bhi aa

kyu andhere mein ho tum, is raaz se ho bekhabar

roshni hoti hai jab, najro se milti hai najar

najro se milti hai najar, aag lag uthti hai 

jis din unse dil takraaye hai

aa bhi ja 

aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabaraye hai 

aa bhi aa 

tum kaha ho suna nahi tumne, mere dil ki pukar

ae mere dil ke sahare zindagi bekaar

phir bhi in aankho mein aansu

chain lab par aaye hai 

aa bhi ja 

aa bhi jaao aane wale ji bahut ghabaraye hai 

aa bhi ja 

kis liye aankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu

lab pe hai fariyad kyu

haye sine me tadapta hai dil-e-nashad kyu

lab pe hai fariyad kyu

kis liye aankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu

lab pe hai fariyad kyu

jab nahi koyi khata, jab nahi koyi khata

aa mili to phir aisi saza

itna samjha do ke meri zindagi barbaad kyo

lab pe hai fariyad kyu

kis liye ankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu

lab pe hai fariyad kyu 

dil kisi majbur ka haye

dil kisi majbur ka, dil kisi majbur ka

dil kisi majbur ka, bekaar tadpane se kya

tum nahi aate to, phir aaye tumhari yaad kyu

lab pe hai fariyad kyu 

aasra dekar sahara, aasra dekar sahara

todna achha nahi, todna achha nahi

agar tumhe barbad karna tha, kiya aabad kyu

lab pe hai fariyad kyu

kis liye ankho me aansu, lab pe hai fariyad kyu

lab pe hai fariyad kyu

Explore this song