Roman script

raatein takte takte

mera khwabon main tu aa gai hain

thujha dekha ek hi daafa hain

dil main tu yu aah gai hain

khwaboon main bastihain tu

mere yaadon main satati hain

jo bhi hain tu sunle jaana

meri hi kaahani hain

kya karu o yaar mere

tu lagti kyu piyari hain

akhoon ka deedar karu

yah rup ko neeharu main

khwabon teri hain

yaadon main teri hain

dilka fasana yah

raaton main ate hain

raz yah dil main leka

ham aab bhi jugarte hain

tujhe dakhne ko yaara

ham aab bhi taharte hain

darte hain uss pal se

jo ane wala hain

kahi khoo na de ham tumko

yehi sochte rahte hain

Explore this song