Roman script

makhtool jigar, ya baba

qaatil hai nazar, ya baba

ik mehjabin, ya baba

ik noor-e-nabin, ya baba

rab ki rubaai, ya baba

ya hai tabaahi, ya baba

gardan surahi, ya baba

boli ilaahi, ya baba

afghan Jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah

bandook dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

afghan Jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah

bhai wah bhai wah bhai

khawaja ji ki paas teri chugli karunga

main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

angoothi me qaid teri ungli karunga

main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

o dekh darazi, wallah

banda namazi, wallah

khel ke baazi, wallah khamakha

ab thehra na kisi kaam ka, wallah wallah

meer ka koi, wallah

sher suna ke ,wallah

ghoont laga ke, wallah jaam ka

mera khan mehaz naam ka

oye lakht-e-jigar, ya baba

oye noor-e-nazar, ya baba

ek teer hai tu, ya baba

main chaak jigar, ya baba

bando se nahin to allah se daregi

waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

khawaja ji ki paas teri chugli karunga

main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

angoothi me qaid teri ungli karunga

main teri chugli karunga, ha teri chugli karunga

gul-e-gulzar, ya baba

mere sarkar, ya baba

bada manshoor, ya baba

tera rukhsaar, ya baba

haaye shamsheer nigaahe, chaabuk si adaaye

nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

Explore this song