Roman script

na aaye ho na aaoge 

na phone pe bulaoge

na shaam ki karaari chai

labo'n pe yun pilaoge

na aaye ho na aaoge

na din dhale sataogen  

na raat ki nashili bye

se neendh mein gajaoge

gaye

tum gaye ho kyun

ye raat bakki hai 

tum gaye ho kyun 

yeh saath bakki  hai

gaye

tum gaye hum tham gaye hum 

har baat bakki hai

gaye kyun toh jiyein kyun

na aaye ho na aaoge

na dooriya mitaoge

na tham ke woh josh mein

yun hosh se udaoge

na aaye ho na aaoge 

na jhoot se sunaoge 

na rooth ke sirhane mein 

remote ko chhupaoge

gaye

tum gaye ho kyun 

raat bakki hai 

gaye 

tum gaye ho kyun

saath baaki hai

gaye

tum gaye hum tham gaye 

har baat baaki hai

gaye kyun toh jiyein kyun 

gaye kyun toh jiyein kyun 

aankh bhi tham gayi 

na thaki raat bhi na bati

na kati  raat bhi chherti 

maarti neend bhi lutt gayi 

chiin gayi raat bhi na sahi na rahi

raat bhi laazmi zaalmi

gaye

tum gaye ho kyun 

raat bakki hai 

gaye 

tum gaye ho kyun

saath baaki hai

gaye

tum gaye hum tham gaye 

har baat baaki hai

gaye kyun toh jiyein kyun 

gaye kyun toh jiyein kyun

Explore this song