Roman script

khushiyo ke din manaye ja dil ke tarane gaye ja

tujhko jawani ki kasam dil ki lagi bujhaye ja

dunia meri basaye ja aaja piya aaja piya

abhi to mai jawan hu abhi to mai jawan hu

abhi to mai jawan hu abhi to mai jawan hu

abhi to mai jawan hu abhi to mai jawan hu

jahid yuhi badnam hai gum se tujhe kya kam hai

ye mushkurati jindagi jinda dili ka nam hai

dil dil se mushukraye ja uth gaye ja balkhaye ja

abhi to mai jawan hu abhi to mai jawan hu

Explore this song