Roman script

khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai

khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai

pyar uska nam tha judai iska nam hai

khushi ka zamana gaya

tera bhi kasur nahi, o mera bhi kasur nahi

o mera bhi kasur nahi

tera bhi kasur nahi, o mera bhi kasur nahi

o mera bhi kasur nahi

jisne hame juda kiya kismat uska nam hai

khusi ka zamana gaya rone se ab kam hai

pyar uska nam tha judai iska nam hai

khushi ka zamana gaya

itni hai kahani meri, o lut gayi jawani meri

o lut gayi jawani meri

itni hai kahani meri, o lut gayi jawani meri

o lut gayi jawani meri

ek hai nishani teri yad uska nam hai

khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai

pyar uska nam tha judai iska nam hai

khushi ka zamana gaya

pas tere aau mai, kadmo par gir jau mai

kadmo par gir jau mai

pas tere aasu mai, kadmo par gir jau mai

kadmo par gir jau mai

ek hai majburi meri farz uska naam hai

khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai

khushi ka zamana gaya rone se ab kam hai

pyar uska nam tha judai iska nam hai

khushi ka zamana gaya

Explore this song