Roman script

aaya aaya khuhshi ka din aaya 
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
mere man me umang hai laaya
mere man me umang hai laaya
mere dil men aayi hai bhaar 
mere dil men aayi hai bhaar 
man ki vina ke baaje hai taar
man ki vina ke baaje hai taar
maine aasha ka khola hai dwar
maine aasha ka khola hai dwar
meri aankho me saawan chhaya
meri aankho me saawan chhaya
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
mere man me umang hai laaya
mere man me umang hai laaya
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
tujhe saajan mila re????
tujhe saajan mila re ????
koi humse naa ruthe manaayenge ham
koi humse naa ruthe manaayenge ham
use baalam se apne milayenge ham 
use baalam se apne milayenge ham 
milakr khi naa jayenge ham
milakr khi naa jayenge ham
jara haste chalo na gussao
jara haste chalo na gussao
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
aaya aaya khuhshi ka din aaya 
tujhe saajan mila re????
tujhe saajan mila re ????

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Madhuri, Khan Mastana