Roman script

dil se nikli hun roshan dua ki tarah 

khul ke bahne do mujhko hawa ki tarah 

dil se nikli hun roshan dua ki tarah 

khul ke bahne do mujhko hawa ki tarah 

pankh failaaungi main ye vishwas hai 

meri dharti hai ye mera aakash hai 

ispe chhane do mujhko ghata ki tarah 

ispe chhane do mujhko ghata ki tarah 

bandisho se mujhe sakht inkaar hai 

ye mera desh hai mera sansaar hai 

kyon itna hun chanchal ana ki tarah 

o na ithla tu chanchal ana ki tarah 

khul ke bahne do mujhko hawa ki tarah

Explore this song