Roman script

wo aayi subaha ke parade se maut ki aawaz

kisi ne tod diya jaise zindagi ka saaz

khuda nigehaban ho tumhara 

khuda nigehaban ho tumhara 

dhadakte dil ka payaam le lo 

dhadakte dil ka payaam le lo

tumhaari duniyaa se jaa rahe hai

utho hamara salam le lo 

utho hamara salam le lo

uthe janaza jo kal hamara

kasam hai tumko, na dena kandha

uthe janaza jo kal hamara

kasam hai tumko, na dena kandha

na ho mohabbat hamari rusawa

ye aansuo kaa payaam le lo 

ye aansuo kaa payaam le lo 

khudaa nigehabaan ho tumhaaraa

dhadakte dil ka payaam le lo

Explore this song