Roman script

jab tu sath nahi hota 

ye dil mere pas nahi hota

kyu bin tere jine ka

ehssas nahi hota

khoya rehta hu main to 

tassavur ki aagosh mein

tujhe soche bina mera 

savera nahi hota

khuda kare pyar tera 

bas mujhko bas mujhko mile 

sajda kare dil ye mera 

sang tera bas mujhko mile

dil ka sukun hai juda

uske bin na ho saku ab main pura

dil ka sukun hai juda

uske bin na ho saku ab main pura

nazar karam to tu kar de kabhi 

bin uske tanha hai chahate sabhi 

dur noor ke bina 

andhera nahi hota

tujhe soche bina mera 

savera nahi hota

khuda kare pyar tera

bas mujhko bas mujhko mile 

sajda kare dil ye mera 

sang tera bas mujhko mile

kab hoga meharban 

ghul gaya hai jo rago mein lahu ki tarah

kab hoga meharban 

ghul gaya hai jo rago mein lahu ki tarah

jab tak pa na lu main usko 

chain na milega tab tak mujhko 

ishq ke dariya ka koi kinara nahi hota

tujhe soche bina 

mera savera nahi hota 

khuda kare pyar tera

bas mujhko bas mujhko mile

sajda kare dil ye mera 

sang tera bas mujhko mile

Explore this song