Roman script

dil apni haddon se nikal kar teri had par ja baitha hai

dil apni haddon se nikal kar teri had mai ja baitha hai

bas esi zid mein ulajhkar har haal tu mera hai

tu mujhko oo jinne na de mein tujhko oo jinne naa du

ye ishq hai tu ishq hai or kuch bhi hone na du

mai mujhko khone na du tu hi tu hona na du

ye ishq hai tu ishq hai or kuch bhi hone na du

dil apni haddon se nikal kar teri had par ja baitha hai

dariya si behana chahu tera mai kinara chahu

tham le haan tham le tu mujhko khud ko gawana chahu

tujh mein samana chahu bhar le na bahoo mein mujhko

dariya si behana chahu tera main kinara chahu

tham le haan tham le tu mujhko khud ko gawana chahu

tujh mei samana chahu bhar le na bahoo mein mujhko

moka bhi hain marzi bhi hai dono ki hai

man tera bhi hai mera bhi hai pagalpan kare chal

ye ishq hai tu ishq hai or kuch bhi hone na du

Explore this song