Roman script

siloni aai mur aagote pore,

aagoli kolapate lori sori baatori diye,

pokhiti ure, uribo khuje,

pokhiti uri uri uri uri deuka meli nilima sume

mann patang mann patang udney chalaa,

doriyon me baandhne woh aasmaan,

mann patang mann patang udney chalaa,

naachtaa nidar sambhaale nannhi si jaan,

kaagazi hai, parwaaz bhi hai, yeh roke se ruktaa kaha,

laazmi hai awaaragi hai, kisiki ye paglaa hai suntaa kaha

mann malang mann 

malang mann ka bhala

ho dua salaam toh hai milta waha,

mann malang mann 

malang mann ka bhala

rabb ka saath milta ye rehta jaha

paas bhi hai, talaash bhi hai

yeh dhoonde se milta kaha

raag bhi hai bairaag bhi hai

kahi bhi kisi me ye dhalta kaha

sau rang bhar ke hai udta

na kisi ka dar, chinta fikar

mann kahan karta

baadal ki seedhi hai chadhta

sab toh idhar, iska hai ghar

isko hai dar kya ,

sab to yaha sola aana kyu 

gareebi ka ronaa hai yu bewajah,

ho dil balaa ya bhala hai, ye kya hai

traasdi hai mazaak bhi hai,

museebat hai hal banke miltaa kaha

siloni aai mur aagote pore,

aagoli kolapate lori sori baatori diye,

pokhiti ure, uribo khuje,

pokhiti uri uri uri uri deuka meli nilima sume

mann patang mann patang udney chala

doriyon me baandhne woh aasman,

mann malang mann malang mann ka bhala

rabb ka saath miltaa ye rehtaa jaha,

kaagazi hai, parwaaz bhi hai

yeh roke se ruktaa kahan,

raag bhi hai bairaag bhi hai

kahi bhi kisi me ye dhaltaa kaha

kya jaane kis se hai ladta

kabhi jaadugar, kabhi rahbar dil banaa firta

khud raah apni hai chunta

dil ka safar, dil ke nagar

dil kiya kartaa,

kisko yahan aazmana kya hai 

khona kya paana, hai yu bewajah,

dil khulaa toh mili mai, mujhi me,

aap beeti toh baat seekhi ke 

bus me kisi ke ye rehtaa kahan

siloni aai mur aagote pore,

aagoli kolapate lori sori baatori diye,

pokhiti ure, uribo khuje,

pokhiti uri uri uri uri deuka meli nilima sume

siloni aai mur aagote pore,

aagoli kolapate lori sori baatori diye,

pokhiti ure, uribo khuje,

pokhiti uri uri uri uri deuka meli nilima sume

Explore this song