Roman script

kyu tujhko main itna chahati hu
kyu aksar main tujko mangati hu
ye duniya hai ajanabi 
main bas tumko janti hu
janti hu janti hu
pas mere jo tu aata hai
manzar naye ho jate hai 
bechainiya tham jati hai 
dard fana ho jate hai
sah na paungi gam tere 
rahana tu hardam pas mere 
pas mere 
ye duniya hai ajnabi 
main bas tumko janti hu
janti hu janti hu
aankho mein teri dekha hai 
maine to chehra apna 
wo to hai hakikat ya koi 
dekh rahi thi main sapna 
jab tak na chhu lu lab tere 
khil na payenge lab mere 
lab mere 
ye duniya hai ajnabi
main bas tumko janti hu
janti hu janti hu

Song details

Song video

Watch on YouTube