Roman script

ho ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan

aankhon mein saari raat jaayegi 

tumko bhi kaise nind aayegi

oh o khoya khoya chaand khula aasmaan

aankhon mein saari raat jaayegi 

tumko bhi kaise nind aayegi

o ho ho khoya khoya chaand 

masti bhari hawa jo chali 

masti bhari hawa jo chali 

khil khil gayi ye dil ki kali 

man ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao

o ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan

aankhon mein saari raat jaayegi 

tumko bhi kaise nind aayegi

oh o khoya khoya chaand

taare chale, nazare chale, taare chale, nazare chale

sang sang mere vo saare chale 

chaaro taraf ishare chale

kisi ke to ho jaao 

oh ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan

aankhon mein saari raat jaayegi 

tumko bhi kaise nind aayegi

oh h khoya khoya chaand 

oh oh oh oh oh oh oh 

hum mit chale hai jinke liye

hum mit chale hai jinke liye 

bin kuch kahe vo chup chup rahe

koi zara ye unse kahe na aise aazmaao

oh ho ho khoya khoya chaand khula aasmaan

aankhon mein saari raat jaayegi

tumko bhi kaise nind aayegi

oh ho ho khoya khoya chaand, khoya khoya chaand

khoya khoya chaand, khoya khoya chaand

khoya khoya chaand, khoya khoya chaand

Explore this song