Roman script

na taabe masti na hosh hasti 

na taabe masti na hosh hasti 

?

fiza mein hai ye jab apna aalam 

bahar aayi to kya karenge 

fiza mein hai ye jab apna aalam 

jidhar se gujarenge sarfaroshana 

karnaame suna karenge 

wo apne dil ko hajaron ke 

wo apne dil ko hajaron ke 

meri mohabbat to kya karenge 

fiza mein hai ye jab apna aalam 

na sukare gham tere la karenge 

ba shikwa ae barmala karenge 

jo hum pe gujaregi dil hi dil mein 

jo hum pe gujaregi dil hi dil mein 

kaha karenge suna karenge 

fiza mein hai ye jab apna aalam 

bahar aayi to kya karenge 

fiza mein hai ye jab apna aalam

Explore this song