Roman script

khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye

gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye 

gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye 

kisi ne kadar na ki mere didyetar ki 

kisi ne kadar na ki mere didyetar ki 

zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye 

zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye 

kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai 

kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai 

tamam umar

tamam umar juba par na unka naam aaye 

tamam umar juba par na unka naam aaye

wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale 

wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale 

ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye 

ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye 

khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye

Explore this song