Roman script

kahte hai sare haste najare 
khushiya lutaye chala ja
gum ka koi sathi nahi hai 
gum ko bhulaye chala ja kehte hai sare
roj bahaare bago me aayengi nahi
roj ghataye saawan ki chayengi nahi
fir se jamana ye aaye ke aaye na
nagme sunaye chala ja kehte hai sare haste najare 
khushiya lutaye chala ja gum ka koi sathi nahi hai
gum ko bhulaye chala ja kehte hai sare
dekh fizaye itni suhani hai yaha 
rat aayegi leke sitaro ka jaha
jhilmil sitaro se rangin rato ki 
mehfil sajaye chala ja
kehte hai sare haste najare 
khushiya lutaye chala ja
gum ka koi sathi nahi hai 
gum ko bhulaye chala ja kehte hai sare

Song details

Song video

Watch on YouTube