Roman script

sambhal ke to chal, sambhal ke to chal 
sambhal ke to chal, sambhal ke to chal 
sambhal ke to chal, sambhal ke to chal 
sambhal ke to chal, har ghadi har pal 
har kisi se yaha pe tujhko khatra hain 
tu sun jara dekho jara 
kuchh bhi ho sakta hain yaro 
tu sun jara dekho jara 
kuchh bhi ho sakta hain yaro 
sambhal ke to chal,  har ghadi har pal 
har kisi se yaha pe tujhko 
khatra hain khatra hain khatra hain 
sambhal ke to chal,  har ghadi har pal 
har kisi se yaha pe tujhko 
khatra hain khatra hain khatra hain 
na kar kisi pe bharosa, bato me sabki hain dhokha 
na aa kisi ki baato me 
nakli yaha pe hain chehare, sagar se bhi yaha gahre 
hain raaz chhupe sab aankho me 
ye jaan le tu, pahchan le tu 
har kisi se yaha pe tujhko 
khatra hain khatra hain khatra hain 
ek teer dhunde nishana, iske aage na aana 
maan le mera kahna tu ye 
jina yaha pe hain mushkil, hain kadam kadam pe qatil 
bach ke yaha pe rahna tu 
khatra khatra khatra khatra khatra
tu har din par yaha har mod pe 
har kisi se yaha pe tujhko 
khatra hain khatra hain khatra hain 
khatra khatra khatra khatra khatra khatra
tu har din par yaha har mod pe 
har kisi se yaha pe tujhko 
khatra hain khatra hain khatra hain

Song details