Roman script

khaar-o-khas to uthe, raasta to chale

main agar thak gaya, kaafila to chale

khaar-o-khas to uthe, raasta to chale

main agar thak gaya, kaafila to chale

chaand suraj bujurgo ke nakshe kadam

chaand suraj bujurgo ke nakshe kadam

chaand suraj bujurgo ke nakshe kadam

khair bhujhne do inko hawa to chale

khair bhujhne do inko hawa to chale

main agar thak gaya, kaafila to chale

isko mazhab kaho ya siyasat kaho

isko mazhab kaho ya siyasat kaho

isko mazhab kaho ya siyasat kaho

khudkhushi ka hunar tum sikha to chale

khudkhushi ka hunar tum sikha to chale

main agar thak gaya, kaafila to chale

bel chelaao kholo zamee ki tahe

bel chelaao kholo zamee ki tahe

bel chelaao kholo zamee ki tahe

main kaha dafan hu kuch pata to chale

main kaha dafan hu kuch pata to chale

main kaha dafan hu kuch pata to chale

Explore this song