Roman script

kah de gori kah de kah de gori kah de 

gori apno se sharmana kya 

hona tha jo ho gaya 

dil deke dil deke ab pachtana kya 

kah de gori kah de 

dheere dheere preet badhake koi le gaya dil ko 

koi le gaya dil ko bharma ke le gaya dil ko bharma ke

uljhi kahaniya hai inko suljhana kya 

uljhi kahaniya hai inko suljhana kya 

kah de gori kah de gori apno se sharmana kya 

hona tha jo ho gaya 

dil deke dil deke ab pachtana kya 

kah de gori kah de 

chup chup ke mulakate bachpan ki wo nadani 

dil pe raha na kabu nazre bhi nhi mani 

dil ke kasoor pe ye naina chalkana kya 

dil ke kasoor pe ye naina chalkana kya 

kah de gori kah de gori apno se sharmana kya 

hona tha jo ho gaya 

dil deke dil deke ab pachtana kya 

kah de gori kah de

Explore this song