Roman script

kaun se dariya, kaun si nadiya ka tu rehne wala

kaun se dariya, kaun si nadiya ka tu rehne wala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

are phas gaya kaun yeh saala

kaun se dariya, kaun si nadiya ka tu rehane wala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

are phas gaya kaun yeh sala

mere samne tu baithe main surat teri niharu, kyun niharu

mere samne tu baithe main surat teri niharu

socha kis naam se main tujhko pukaru, tujhko pukaru

kitna acha kitne namo se naam nikala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

are phas gaya kaun yeh sala

main ladki hoon ladki koi machli nahi machhere

samajha machhere

main ladaki hoon ladaki koi machhali nahi machhere

tujhko hi faas liya jaal mein tere, jaal mein tere

tere hi pinjare mein dekha band tujhe kar dala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

are phas gaya kaun yeh sala

chori chori chhup chhupake ki tune itni batein, yaad hai

chori chori chhup chhupake ki tune itni batein

mithi mithi pyar bhari rang bhari batein

aaj huwa kya aaj laga honto pe chup ka taala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

are phas gaya kaun yeh sala

are kaun se dariya, kaun si nadiya ka tu rehane wala

subah sawere jaal mein mere phas gaya kaun yeh sala

Explore this song