Roman script

katil jawani hai zalim sharaab hai 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
ye bhi kharab hai wo bhi kharab hai 
bacho bacho bacho bacho janeman 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
main bhi hoon nashe main jaani 
tu bhi to nashe main hai 
main bhi hoon maze me abhi 
tu bhi to maje  mein hai 
main bhi hoon nashe main jaani 
tu bhi to nashe main hai 
main bhi hoon maze me abhi 
tu bhi to maje  mein hai 
abhi hain dur mastane sanam anjaam rab jaane
abhi hain dur mastane sanam anjaam rab jaane
katil jawani hai zalim sharaab hai 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
jaam ko bhi chum le 
jawani ko chum le 
aaj raat mere sang 
sang tu bhi jhoom le 
jaam ko bhi chum le 
jawani ko chum le 
aaj raat mere sang 
sang tu bhi jhoom le 
ye sab kuch hai andhere
tak na hoga kuch savere tak 
ye sab kuch hai andhere 
tak na hoga kuch savere tak 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
ye bhi kharab hai wo bhi kharab hai 
bacho bacho bacho bacho janeman 
katil jawani hai zalim sharaab hai 
katil jawani hai zalim sharaab hai

Song details