Roman script

kash ke mera koi sahara hota 

kash ke mera koi sahara hota 

aaj main kahe ko aawara hota 

mujhe kahi par bhi pyar na mila 

dile bekarar ko karar na mila 

mujhe kahi par bhi pyar na mila 

dile bekarar ko karar na mila 

gar main kaisi ko bhi pyar hota 

aaj main kahe ko aawara hota 

kash ke mera koi sahara hota 

aaj main kahe ko aawara hota 

duniya amiro ki main hun garib 

gila karu kyun mera nasib 

diniya amiro ki main hun garib 

gila karu kyun mera nasib

kishmat ka achha gar sitara hota 

aaj main kahe ko aawara hota 

kash ke mera koi sahara hota 

aaj main kahe ko aawara hota

Explore this song