Roman script

karm kaho kismat kaho chahe kaho taqdeer

pahle bana prarabdhyo pachhe bana sharir

karm ki gathdi laad ke jag me phire insaan

jaisa kare waisa bhare vidhi ka yahi vidhan

karm kare kismat bane jivan ka ye marm

prani tere hath me tera apna karm

Explore this song