Roman script

kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi

dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi

aane ka shbab yaad naa jaane ki khabar hai

wo dil me rhaa kaun uase gya bhi

dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi

kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi

har ek se manjil ka pta puch rha hai

har ek se manjil ka pta puch rha hai

gumraah mere saath hua raahnuma bhi

dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi

kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi

gumnaam kabhi apno se jo gam hue haasil

gumnaam kabhi apno se jo gam hue haasil

kuch yaad rahe unme to kuch bhul gya bhi

dil dard ke mausham me roya bhi hasa bhi

kaanton ki chubhan paayi phulo ka majaa bhi

Explore this song