Roman script

kaise tum bin kategi umariya 

umariya are o

kaise tum bin kategi umariya 

umariya are o mohe itna bata 

mohe itna bata do sawariya

sawariya are o

kaise tum bin kategi umariya 

apni aankho me kisko basaye hue

mujhse jate ho aankhe churaye hue

mujhse jate ho aankhe churaye hue

kaun bairan se 

kaun bairan se lagi nazariya

nazariya are o

kaise tum bin kategi umariya 

sare wade tum apne bhula ke chale 

ho hans ke dil le liya phir rula ke chale 

rula ke chale yu ujado na 

yu ujado na man ki nagariya 

nagariya are o

kaise tum bin kategi umariya 

mera jivan sazakar na jao piya 

mere man ko basakar na jao

man ke raja na 

man ke raja na luto nagariya

nagariya are o

kaise tum bin kategi umariya 

umariya are o mohe itna bata 

mohe itna bata do sawariya

sawariya are o

kaise tum bin kategi umariya

Explore this song