Roman script

kaise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

na sahni bin bhayeli, na sahni bin bhayeli

na koi gehna pehna hai, bas angiya ghagra odhani

mera sab kuch hai tera, ab baahe teri na chhodni

hoke bida tere angana gayi aa, na sahni bin bhayeli

kaise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

aaj suhagan milke piya se, chain se main to soyi hu

duniya dhundegi baahar, piya mai to tujhme khoyi hu

main to piya tohme gayi re samaye, na sahni bin bhayeli

aise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

aise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

na sahni bin bhayeli, na sahni bin bhayeli

na sahni bin bhayeli, na sahni bin bhayeli

kaise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

aise piya ki atari chadho jaaye, na sahni bin bhayeli

Explore this song