Roman script

kaise kahu man ki batiya o rama
kaise kahu man ki batiya
more piya gaye pardesh re
more piya gaye pardesh re
more piya gaye pardesh re
koi unko bulade koi unko bulade 
koi unko bulade 
piya geye pardesh re
more piya gaye pardesh re
kaise kahu man ki batiya o rama
kaise kahu man ki batiya
aavan keh gaye aajuhan aaye 
aavan keh gaye aajuhan aaye 
birha ki ratiya sataye
koi unko bulade koi unko bulade 
koi unko bulade 
more piya gaye pardesh re
more piya gaye pardesh re
kaise kahu man ki batiya o rama
kaise kahu man ki batiya
barse badariya chamake bijuriya 
barse badariya chamake bijuriya  
dar lage mohe aaye na nindiya 
koi unko bulade koi unko bulade 
koi unko bulade 
more piya gaye pardesh re
more piya gaye pardesh re
kaise kahu man ki batiya o rama
kaise kahu man ki batiya

Song details

Song video

Watch on YouTube