Roman script

kahan hai, tu kahan hai

meri duniya lutne wale, duniya lutne wale

basa kar dil me armaa, kis liye barbaad kar dale

duniya lutne wale

tujhe apni kasam, aise me dambhar ke liye aaja

labo par jaan aayi, zindagi ke pad gaye lale

kahan hai, tu kahan hai

meri duniya lutne wale, duniya lutne wale

tumhari yaad ka ye dil sahara leke baitha hai

mohabbat chhutne wali, na armaa tutne wale

kahan hai, tu kahan hai

meri duniya lutne wale, duniya lutne wale

Explore this song