Roman script

kaha tak jafa husn walo ki sahte

kaha tak jafa husn walo ki sahte

jawani jo rahti to phir hum na rahte

jawani jo rahti to phir hum na rahte

nasheman na jalta nishani to rahti

nasheman na jalta nishani to rahti

humara tha kya thik rahte na rahte

humara tha kya thik rahte na rahte

koi naksh aur koi diwar samjha 

koi naksh aur koi diwar samjha

zamana hua humko is tarah se rahte

zamana hua humko is tarah se rahte

zamana bade saukh se sun raha tha

humi so gaye dasta kahte kahte

humi so gaye dasta kahte kahte

humi so gaye

Explore this song