Roman script

kaha hai unhone ye raaz e mohabbat

kasam hai tumhe tum kisi se na kahna

kisi se na kahna

meri bebasi ye mere dil ki halat

kasam hai tumhe tum kisi se na kahna

kisi se na kahna

kaha hai unhone ye raaz e mohabbat

kasam hai tumhe tum kisi se na kahna

kisi se na kahna

ai mere haakim

tere raaz hardam chupae rahugi

magar meri nazro pe hai tera jaadu

magar meri nazro pe hai tera jaadu

ki mushkil hai ab inka khamosh rahna

kisi se na kahna ye raaz e mohabbat

kisi se na kahna kisi se na kahna 

kaha hai unhone ye raaz e mohabbat

kasam hai tumhe tum kisi se na kahna

kisi se na kahna

badi besabar hai mere dil ke naina 

jo chalti baharo ki se pahle 

mili unse najre hua dil nishana 

mili unse najre hua dil nishana 

na kam aaya mere vo chhup chhup ke rehna 

kisi se na kahna ye raaz e mohabbat haye

kisi se na kahna kisi se na kahna 

kaha hai unhone ye raaz  e  mohabbat

kasam hai tumhe tum kisi se na kahna

kisi se na kahna

Explore this song