Roman script

jaag re yogi jaag re, jaag re jaag re jaag re 
jaag re yogi jaag re, jaag re yogi jaag re
ye samaadhi anant yogi jaag re 
jaag re jaag re jaag re 
o o o o 
yovan ki bhesh me madhumas aaya 
jungle me mangal hain chaaya 
jungle me mangal hain chaaya
jungle me mangal hain chaaya 
dharti suhagan ye dhani chunariya si 
ban ban ko upban banaya 
ban ban ko upban banaya
ban ban ko upban banaya 
kaliyon ki gunjo me gunje bhanwar dal
kaliyon ki gunjo me gunje bhanwar dal
vrichho se lapti lataaye 
gun gun gun gun dole basanti
shital sugandh hawaye 
kan kan me prano ki baaje bansuriya 
kan kan me prano ki baaje bansuriya
unchi hain jivan ki raag re 
jaag re yogi jaag re, jaag re yogi jaag re
ye samaadhi anant yogi jaag re 
jaag re jaag re jaag re
jaag re jaag re jaag re
jaag re jaag re jaag re
he parvat tumse parvati, ye puchh rahi karke vinati 
jataao me gang dhare, gale me bhujang dale 
kaha gaye kailashpati 
mere kaha gaye kailashpati, kailashpati 
kya bhul hui aisi mujhse 
jo shiv ji itne nithur bhaye 
kahlaane waale vishvnath 
mohe kar anaath kahi chal gaye 
bolo he gagan, bolo dharti 
kaha gaye kailashpati, kailashpati
he parvat tumse parvati, ye puchh rahi karke vinati 
jataao me gang dhare, gale me bhujang dale 
kaha gaye kailashpati 
mere kaha gaye kailashpati, kailashpati 
he path ke pathar chattano
he path ke pathar chattano
mohe alag na tum shiv se jaano 
main janam janam ki dasi hu
meri yatha ko kuchh to pachano 
main birah aag me hu jalti
kaha gaye kailashpati, kailashpati
he parvat tumse parvati, ye puchh rahi karke vinati 
jataao me gang dhare, gale me bhujang dale 
kaha gaye kailashpati 
mere kaha gaye kailashpati, kailashpati 
kailashpati kailashpati kailashpati kailashpati

Song details

Song video

Watch on YouTube