Roman script

kaha bhi na jaye piya kaha bhi na jaye

apne the jo hue paraye

kaha bhi na jaye piya kaha bhi na jaye

apne the jo hue paraye

jinki vina gum ki bela, dono par ab jor na mera

jinki vina gum ki bela, dono par ab jor na mera

ek jale piya ek jalaye apne the jo hue paraye

ye hi sang hai yahi sahara, yad tumhari nam tumhara

ye hi sang hai yahi sahara, yad tumhari nam tumhara

koi bhi ab kam na aaye apne the jo hue paraye

kaha bhi na jaye piya kaha bhi na jaye

apne the jo hue paraye

Explore this song