Roman script

thum gayi raaza raat me

andhera sa haath main

andheyara sa hai mera jahaan

utho saale jor se

phir bhi seena zor de

ab to rab hawale hai yahan

gardish ge taare sab yahan

sona hai nashta yahan

ankhen khole neend hai kahan

bole to style hai

chehre par smile hai

paisa hi yaha ishwar aur khuda

dekhen kahe khawab

dar jayega dar jayega

jina hai to bhag

mar jayega mar jayega

hai akela har koi, har kisi ko dar koi

dar bhi yaaro cheez hai kamaal

kuch na ho to hone ka

zyada ho to khone ka

jiska dekho uska hai ye haal

teri khooni holi, khaani bas ik goli hai

tez hi hai zindagi ki chaal

tuti jo gullak hai, futa kiska luck hai

sikka pal ne diya hai ushaal

dekhen kahe khawab

dar jayega dar jayega

jina hai to bhaag

mar jayega mar jayega

ab bhi waqt hai jaag

dar jayega dar jayega

rabb ko karle yaad

mar jayega, mar jayega

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, satya hai

instant gratification

tere pairon main aakaash

tu chahe jo bhi hoga wohi

yaar tu hai khuda

a little miscalculation

give me some class

jo socha nahin hoga wo bhi

yaar ab tu gaya

raam naam japta hain, lena sabse hafta hai

jhutha sa hain tera ye jahan 

bole to style hai, chehre par smile hai

paisa hi yaha ishwar aur khuda

dekhen kahe khawab

dar jayega dar jayega

jina hai to bhaag

mar jayega mar jayega yaaar

khaye chuhe hajaar 

dar jayega dar jayega

rabb ko karle yaad

mar jayega, mar jayega

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, satya hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

ram naam satya hai, aadha sab ka waqt hai

mar jayega dar jayega yaaar

jo dar gaya samjho mar gaya

Explore this song