Roman script

kabhi to pure honge

kabhi to pure honge ye sapne suhane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

kabhi to manjil payenge hum do diwane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

kabhi to manjil payenge hum do diwane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

aas nirash ke dorahe par apna jiwan chalta hai

naya sawera lekar aaye naya sawera lekar aaye

jo bhi suraj dhalta hai kabhi to bhar hi jayenge

dil ke do paymane

kabhi to pure honge ji ye sapne suhane

kabhi to manjil payenge hum do diwane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

hum bhi hai do pyar ke sathi sath na hargiz chodenge

hum bhi hai do pyar ke sathi sath na hargiz chodenge

duniya ki diware ek din duniya ki diware ek din

dono milkar todenge kabhi to jag par chayenge

hum dono mastane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

kabhi to manjil payenge hum do diwane

kabhi to pure honge ye sapne suhane

Explore this song