Roman script

kabhi khushi se khushi ki tarf nahi dekha 

tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 

pukara jisne usi ki tarf nahi dekha 
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
hasin jalwo ne aawaj di idhar aao 
gulo ne hans ke bulaya hamare ghar aao
kisi se baat karna bolna achcha nahi lagta 
tumhe dekha hai jab se dusra achcha nahi lagta 
hasin jalwo ne aawaj di idhar aao 
gulo ne hans ke bulaya hamare ghar aao
agar yakin nahi hai to puchh kar aao 
ki ham ne mud ke kisi ki taraf nahi dekha 
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
kabhi khushi se khushi ki tarf nahi dekha 
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
meri tarh ki ye chahat koi nahi dega 
hasin jalwo ne aawaj di idhar aao 
aaj katra ke gujarte huye paya hai tumhe 
bewafa ka hunar kisne sikhaya hai tumhe 
meri tarh ki ye chahat koi nahi dega 
hasin jalwo ne aawaj di idhar aao 
tumhe fir aisi mohabbat koi nahi dega 
ki pyas mein bhi nadi ki tarf nahi dekha 
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
kabhi khushi se khushi ki tarf nahi dekha 
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
tumhari yaad mein jina aur marna hai 
judai ke har ek pal se bhi gujarna hai 
ishq mein ham se na puchho ham kaha tak aa gaye 
tum waha tak aa to jaao ham jaha tak aa gaye 
tumhari yaad mein jina hai aur marna hai 
judaai ke har ek pal se bhi gujarana hai 
ye soch karke tera intjaar karna hai 
tammam umar ghadi ki atrf nahi dekha 
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
kabhi khushi se khushi ki tarf nahi dekha 
tumhare bad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha 
pukara jisne usi ki taraf nahi dekha 
tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha ha nahi dekha

Song details

Song video

Watch on YouTube