Roman script

kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana 

dhundho to mujhame mil jayega jamana

kaali ghata bhi maange julfo ka mera saya

chalne lagi hawaye daman ko jab hilaya

kudart ne mujhko baksha wo husn ka khajana

kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana 

mere vajud mein hai sara jaha samaya

mere vajud mein hai sara jaha samaya

jiski talas jo hai usne mujhame wo paya

mumkin nahi kisi se  mijhe milke bhul jana

kabhi khud se kam samjh ke mujhe na tum aajmana 

dhundho to mujhame mil jayega jamana

Explore this song