Roman script

kabhi hai gam kabhi khushiya yahi to zindagani hai

kabhi lab par hansi hai aur kabhi aankho me pani hai

kabhi hai gam

na ghabra asama par chha gaya hai aaj agar baadal

ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishani hai

ke ye baadal hi chanda ke nikalne ki nishani hai

kabhi hai gam

bhara karte hai zakhm-e-dil aur aansu bhi hai tham jate

aur aansu bhi hai tham jate

banaai jisne duniya ye usi ki meharbani hai

banaai jisne duniya ye usi ki meharbani hai

kabhi hai gam kabhi khushiya yahi to zindagani hai

kabhi hai gam

Explore this song