Roman script

kabhi chaand bankar tum raaton mein aa gaye

pata hi na chala pata hi na chala

kab haath tere haathon mein aa gaye

pata hi na chala pata hi na chala

mujhpe toh saaya tha behoshiyon ka  

mujhpe toh saaya tha behoshiyon ka

baahon mein meri kab aaye

pata hi na chala pata hi na chala  

pata hi na chala pata hi na chala 

pata hi na chala pata hi na chala 

honth sukhe the aur dur thi baarishein

pyaasi pyaasi thi meri sabhi khwaaishein

honth sukhe the aur dur thi baarishein

pyaasi pyaasi thi meri sabhi khwaaishein

dil ke aasmaan pe tanhaayiya thi  

dil ke aasmaan pe tanhaayiya thi  

pyaar ke baadal kab chhaaye  

pata hi na chala pata hi na chala  

pata hi na chala pata hi na chala 

pata hi na chala

teri baahon mein angadaayiya tod du

apni saansein teri saanso se jod du 

teri baahon mein angadaayiya tod du

saansein teri saanso se jod du

soyi thi nindon ki geharaayiyon mein  

soyi thi nindon ki geharaayiyon mein

kab tune armaan jagaaye

na na na na na na na

kabhi chaand bankar tum raaton mein aa gaye

kab haath tere haathon mein aa gaye

pata hi na chala pata hi na chala

na na na na na na na

pata hi na chala

Explore this song