Roman script

aa aa aa

kabhi aaftab ban ke

kabhi chandni me dhal ke

kabhi aaftab ban ke

kabhi chandni me dhal ke

tum aa gaye jami pe

rakhna kadam sambhal ke

kabhi aaftab ban ke

tasveer maine teri har sint laga di hai

tasveer maine teri har sint laga di hai

din raat dekhta hu

din raat dekhta hu

pahlu badal badal ke

kabhi aaftab ban ke

aa aa

ghunghat me tera chehra lagne laga hai aise

ghunghat me tera chehra lagne laga hai aise

sau chand aa gaye ho

sau chand aa gaye ho

mere samne nikal ke

kabhi aaftab ban ke

tu hasin but hai jisko bade pyar se khuda ne

tu hasin but hai jisko bade pyar se khuda ne

fursat se tarasha hai

fursat se tarasha hai

barso sambhal sambhal ke

kabhi aaftab ban ke

kabhi chandni me dhal ke

tum aa gaye jami pe

rakhna kadam sambhal ke

kabhi aaftab ban ke

Explore this song