Roman script

buddha ghar mein hai kya 
kaun daidi han han 
daidi ghar me nahi hai jaldi aa jao tum 
are buddha ghar me hai kya
daidi ghar me nahi hai jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum 
kab tu aaye yaha par kab dekhu tera chehara
aaja dil karte hai aaj nahi koi pahara
kab tu aaye yaha par kab dekhu tera chehara
aaja dil karte hai aaj nahi koi pahara
mammi ghar me hai kya
mammi ghar me nahi hai jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum 
janeman dil chahe tujhe baho mein main le lun
tujhe ji bhar ke main dekhu teri julfo se main khelu
janeman dil chahe tujeh baho mein main le lun 
tujhe ji bhar ke main dekhu teri julfo se main khelu
hitlar ghar me hai kya
kaun bhaiya han han
bhaiya ghar mein nahi hai jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum 
tune kiya hai pagal tune kiya hai ghayal 
aaja kaisi duri kaisi hai majburi 
tune kiya hai pagal tune kiya hai ghayal
aaja kaisi duri kaisi hai majburi
daglas ghar mein hai kya
kaun mama han han 
mama ghar me nahi hai jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum 
jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum 
jaldi aa jao tum
aji jaldi aa jao tum

Song details

singer: Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

lyricist: Anjaan, Soz Layalpuri