Roman script

o re jane wafa 
o re jaane jaan 
hontho ke jaam khushiyon ke naam 
ke baahon mein le lu tujhe 
ke baahon mein le lu tujhe 
palakon se chhu lu aankho se chumu 
ke dil mein basa lu tujhay 
ke dil mein basa lu tujhay 
teri sada mein main kho sa jaau 
ke nagma bana le mujhe 
ke nagma bana le mujhe 
saason se ghul ke aankho se pee ke 
tujhme samaan le mujhe 
tujhme samaan le mujhe 
hontho  ke jaam khushiyon ke naam 
ke baahon mein le lu tujhe 
ke baahon mein le lu tujhe 
har pal tu meri neendon mein aaye 
ki sapna bana le mujhe 
ki sapna bana le mujhe 
koi chhin le naa kabhi tujhko mujhse 
ke dil mein chhupa lu tujhe 
ke dil mein chhupa lu tujhe 
palakon se chhu lu aankho se chumu 
ke dil mein basa lu tujhay 
ke dil mein basa lu tujhay 
hontho  ke jaam khushiyon ke naam 
ke baahon mein le lu tujhe 
ke baahon mein le lu tujhe 
ke dil mein basa lu tujhay 
ke baahon mein le lu tujhe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Udit Narayan, Poornima

actor: Raj Kiran, Akshay Anand, Harsha Mehra