Roman script

kabhi aaj, kabhi kal, kabhi paraso aise hi bite barso
hamari sunte hi nahi sajna, dekhoji sunte hi nahi sajna

dal pe phul aur phulo pe bhanware 
din bhar sau sau khel kare
dal pe phul aur phulo pe bhanware 
din bhar sau sau khel kare
tadape tarase ham hin akele, chhup chhup thandi aah bhare
biti jay dekho hay yeh javani, yeh dilo ki kahani
hamari sunate hi nahi sajna, dekhoji sunate hi nahi sajna
kabhi aaj, kabhi kal, kabhi paraso aise hi bite barso
hamari sunte hi nahi sajna, dekhoji sunte hi nahi sajna
jabase gaye pardes piya 
meri nind bhi unake sath gayi
jabase gaye pardes piya 
meri nind bhi unake sath gayi
jaise taise gujar gaya din par mushkil se rat gayi
sau sau bar hamne pyar se pukara, yeh dil hai tumhara
hamari sunate hi nahi sajna, dekhoji sunate hi nahi sajna
kabhi aaj, kabhi kal, kabhi paraso aise hi bite barso
hamari sunte hi nahi sajna, dekhoji sunte hi nahi sajna
tumne piya ji mera dil toh liya ji 
par pyar key vade bhul chale 
tumne piya ji mera dil toh liya ji 
par pyar key vade bhul chale 
kab se pyasi hamari aankhe abb toh mil jaa chand tale
kaise hay sahi jay yeh judayi, phiru mai sharamayi
hamari sunate hi nahi sajna, dekhoji sunate hi nahi sajna
kabhi aaj, kabhi kal, kabhi paraso aise hi bite barso
hamari sunte hi nahi sajna, dekhoji sunte hi nahi sajna

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suman Kalyanpur, Lata Mangeshkar