Roman script

kabhi khushi kabhi gam, naa juda honge hum

kabhi khushi kabhi gam

meri saanso me tu hai samaya, mera jivan to hai tera saya 

teri puja karu mai toh har dam

ye hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam

naa juda honge hum, kabhi khushi kabhi gam

meri saanso me tu hai samaya, mera jivan to hai tera saya 

teri puja karu mai toh har dam

yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam

naa juda honge hum, kabhi khushi kabhi gam

subaho sham charno me diye hum jalaye

dekhe jahan bhi dekhe tujhko hi paye

subaho sham charno me diye hum jalaye

dekhe jahan bhi dekhe tujhko hi paye

inn labo pe tera bas tera nam ho

inn labo pe tera bas tera nam ho

pyar dil se kabhi bhi na ho kam

yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam

naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam

ye ghar nahi hai, mandir hai tera

iss me sada rahe tera basera

ye ghar nahi hai, mandir hai tera

iss me sada rahe tera basera

khushbuo se teri ye mehakta rahe 

khushbuo se teri ye mehakta rahe 

aaye jaye bhale koi mausam

yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam

naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam

meri saanso me tu hai samaya, mera jivan toh hai tera saya 

teri puja karu mai to har dam

yeh hai tere karam, kabhi khushi kabhi gam

naa juda honge ham, kabhi khushi kabhi gam

kabhi khushi kabhi gam, naa juda honge hum

kabhi khushi kabhi gam

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song