Roman script

kab tak uthaye aur ye gum intzar ka

kab tak uthaye aur ye gum intzar ka

aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka

kab tak uthaye aur ye gum 

tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki

tufan gum ke aaye ya hawaye julm ki

fir bhi na bujh sakega ye chirag pyar ka

aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka

kab tak uthaye aur ye gum 

aye kash ke dildar jab ho unse mulakat

aye kash ke dildar jab ho unse mulakat

itna to na dile bekarar tha

aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka

kab tak uthaye aur ye gum 

fariyad karne wale ab fiza ka khof kya

fariyad karne wale ab fiza ka khof kya

dar pe tere aa pahucha hai mausam bahar ka

aaja chirag bujh raha hai tere pyar ka

kab tak uthaye aur ye gum

Explore this song