Roman script

kabhi chaand bankar tum raaton mein aa gaye

pata hi na chala, pata hi na chala

kab haath tere haathon mein aa gaye

pata hi na chala, pata hi na chala

mujhape toh saaya tha behoshiyon ka - (2)

baaton mein meri kab aaye

pata hi na chala, pata hi na chala - (3)

(honth sukhe the aur dur thi baarishein

pyaasi pyaasi thi meri sabhi khwaaishein) - (2)

dil ke aasmaan pe tanhaayiya thi - (2)

pyaar ke baadal kab chhaaye

pata hi na chala, pata hi na chala - (3)

(teri baahon mein angadaayiya tod du

apani saansein teri saanso se jod du) - (2)

soye thi nindon ki geharaayiyon mein - (2)

kab tune armaan jagaaye

na na na na na na na

kabhi chaand bankar tum raaton mein aa gaye

kab haath tere haathon mein aa gaye

pata hi na chala, pata hi na chala

na na na na na na na

pata hi na chala

Explore this song