Roman script

hosh rehta hai yu jawani mein, jawani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

jawani mein, jawani mein, jawani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

jawani mein, jawani mein, jawani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

hosh madhosh hai jawani ka

josh khamosh hai jawani ka

mausamo ki tarah badal jaaye

kabhi bahke, kabhi sambhal jaaye

iska rasta na koyi manjil hai

iska tufan na koyi saahil hai

yu machalti hai zindgani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

kya ajab cheej hai jawani bhi

chhod jaati nahi nishani bhi

dekhte dekhte chali jaaye

ye kabhi laut kar nahi aaye

umar bhar saath ye nahi rehti

kuch nahi sunti, kuch nahi kehti

yu rahe dil ki rajdhani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

hosh rehta hai yu jawani mein

jawani mein, jawani mein, jawani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

jaise kaagaz ki naav paani mein

Explore this song