Roman script

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gayi gori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gayi gori

koi kah do chahiye pyar ki bas ek najariya tori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gai gori

bas itna chahu mai ki mose vo 

alag na dole alag na dole

jab uska mukh dekhu pyar se mai 

to haske bole to hans ke bole

mai uski balaiya leu to mode na kalaiya mori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gai gori

bas itna chahu mai ki uske sang karu 

do batiya karu do batiya

mahku man me uske gale ka har 

rahu din ratiya rahu din ratiya

kabhi jhatake na vo ruth ke baiya mori gori gori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gai gori

hasne pe na jana re ki hans ke mai

jiya bahlau jiya bahlau

ye to meri adat hai liye ansu 

khadi muskau khadi muskau

mai ho gayi kya se kya koi dekho re suratiya mori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gayi gori

koi kah do chahiye pyar ki bas ek najariya tori

julfo walo ko kya pata ghughat me jal gai gori

Explore this song