Roman script

jo dil ke malik hai mehman ban ke aane wale hai

meri rato ko dekar chandani chamkane wale hai

jo dil ke malik hai 

hasi aayi labo par khil rahi hai pyar ki kaliya

ha khil rahi hai pyar ki kaliya hasi aayi labo par 

khil rahi hai pyar ki kaliya

ha khil rahi hai pyar ki kaliya

meri tanhayi dur karne wale hai

meri rato ko dekar chandani chamkane wale hai

jo dil ke malik hai 

wo apni mast aankho me mohabbat ki shama lekar

mohabbat ki shama lekar wo apni mast aankho me 

mohabbat ki shama lekar mohabbat ki shama lekar

afsana banane wale hai

meri rato ko dekar chandani chamkane wale hai

jo dil ke malik hai 

or najar me khwab se hai or najar me khwab se hai 

mere armano ki buniyad banane wale hai

meri rato ko dekar chandani chamkane wale hai

jo dil ke malik hai

Explore this song